skip to main | skip to sidebar

Poem

Your Ad Here

Tuesday, August 18, 2009

Wada Karo....


khusboun ki tarha meri har saans main,
Pyar apna basanay ka wada karo.
Rang jitnay tumhari mohabbat k hain,
Meray dil main sajanay ka wada karo.

Hai tumhari wafaon pay mujko yakeen,
Phir bhi dil chahta hai meray dil nasheen.
Yunhi meri tassali ki khatir zara,
Mujko apna bananay ka wada karo.

Mohabbat ka iqrar kartay ho tum,
Dhadkanoon main naya rang bhartay ho tum.
Bada kar chukay ho, magar aaj phir,
Mujh ko apna bananay ka wada karo.

Sirf lafzoon say iqrar hota nahi,I
Ik janib say hi piyar hota nahi.
Main tumhain yaad rakhnay ki khaun kasam,
Tum mujko na bhulanay ka wada karo.
Posted by Rupali at 10:04 PM

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)
Your Ad Here

Followers

About Me

Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
 

Blog Archive

  • ▼  2009 (237)
    • ►  November (28)
    • ►  October (31)
    • ►  September (28)
    • ▼  August (31)
      • Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab De
      • Kesse Katti Hain Meri Raatein
      • ..."Bahar Se Nafrat Thi"...
      • Who mujh se itna pyar karta tha
      • "SHAYAD KABHI MILO TUM"
      • Mera Naam Hai Mohabbat
      • !!*KUCH KHOYA KUCH PAAYA *!!
      • I Love The Way You Love Me
      • Apni Yaadain Tu Mere Dil Main Basi Rehne De
      • Haath Siine Pe Jo Rakh Do ....
      • Dil Main Basa Longa
      • ** SIRF TUMSE MOHBBAT**
      • Mili Kuch Yaadein, Aur Ek Nishani Mili....
      • Wada Karo....
      • Teri Bahon Main Simatne ki Chaht Hai,,,
      • Chand Ki Deewani
      • Koi Baat Nahi
      • Ek Chota Sa Sapna Tha
      • Tuje yaad karte hain
      • Missing You.....
      • ~*Tum Bin Jiya Udaas Sajna Aaja Mere Paas*~
      • Aaj Phir koi khud Se Ulajta Raha
      • Teri Surat Dikhayi Deti Hai...
      • Na Ye Chemistry Hoti
      • AGAR TUM MIL GAYE HOTAY
      • Patthar Ka Hai Yeh Dil
      • KOI MILA DE Mujhe
      • Dil Jalo Ke Saath
      • MOHABBAT
      • YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN
      • JAB KABHI AKELE MAIN......
    • ►  July (30)
    • ►  June (29)
    • ►  May (29)
    • ►  April (29)
    • ►  March (2)