skip to main
|
skip to sidebar
Poem
Your Ad Here
Monday, August 10, 2009
Aaj Phir koi khud Se Ulajta Raha
Raat kat ti rahi chand dhalta raha
Aatish ye aag mein koi jalta raha
Ghar ki tanhaiya mujh ko dhasti rahi
Koi bechan karwat badalta raha
Aason-e-umeed ke shama roshan rahi
Ghar ki dahleez ko koi khatkata raha
Raat bhar chandni gungunati rahi
Raat bhar koi tanha suskarta raha
Aashq palko par aakar bhikarte gaye
Naam lab par kisi ka tarasta raha
Aaj phir raat basar hogayi
Aaj phir koi khud se ulajta raha
No comments:
Post a Comment
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Your Ad Here
Followers
About Me
Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
No comments:
Post a Comment