skip to main
|
skip to sidebar
Poem
Your Ad Here
Tuesday, August 4, 2009
Dil Jalo Ke Saath
Dil jalo ke saath dilke qafile bhi jal gai
Naam na lo ab uska hum bhi ab badal gai
Shazisho ke saath thy hasrato ke raaste
Dil ko bhlane ke liye uspe hum chl gai
Thaam lete thy hame wo apni qamzori samjhke
Mil gaya jab maqsad unhe tu wo bhi badal gai
Saath janmo ka ye saath, saath dino main toot gaya
Ranjisho ke raasto pe hum akele rah gai
Dard ki ye aah ne dil ko ayese tod diya
Apne armano ko khood hi hum pairo tale kuchal gai
Teri es bewafayi ne gir ke uthna sikha diya
Dhoka dene walo se hum tu ab sambhal gai
Kis pe koi bhrosa dil ab ye kerta nahi
Teri waja se aaj hum sab se badal gai
Roti hoyi ankho se bhi muskorate hai kawal
Zindagi ke gum thy bhut tu sanche main uske dhl gai
No comments:
Post a Comment
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Your Ad Here
Followers
About Me
Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
No comments:
Post a Comment