skip to main | skip to sidebar

Poem

Your Ad Here

Thursday, November 12, 2009

ye he zindagi hai...


Khusiyon ke mausam hou yaa gam ke saaye,
jeena he padta hai..
agar apna dil tut bhi jaaye
tou kuch apno ka dil rakhna he padta hai..

aankhon mae hou gam ka sailaab,
yaa phir dhadkane ruki hou kisi ke intezaar mae,
mehfillo mae kuch apno ke liye
muskurahat ka nakaab oudna he padta hai..

jeene ke liye naa rah jaaye jab koi wajha,
tou kisi ko wajha dene ke liye jeena he padta hai..
kabhi kabhi kuch apno ke liye jee ke marte hai,
tou kabhi marke bhi jeena padta hai..

ye he zindagi hai...
kudh cahaye daali se tute pattae he kyon naa hou..
kisi apne ke diye ki lou ko har tufaan se bachana he padta hai..
aur kabhi kudh jalkar kisi ki andheri zindagi ko roshan karna he padta hai..
Posted by Rupali at 9:04 PM

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)
Your Ad Here

Followers

About Me

Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
 

Blog Archive

  • ▼  2009 (237)
    • ▼  November (28)
      • Dil Mera Jalaane ki Zaroorat kya Thi
      • Na Main Heer, Na Tu Hai Ranjha
      • Ohna Sade Pathar Wi Jadho Mareya
      • Mujhe Aaj Bhi Kissi ka Intezar Hai
      • Woh Milta Tha Roz Hanste Hoe Hum Se
      • Aaj Jaane Kii Zid Na Karo
      • Sardiyon Ki Raat
      • Woh..........
      • Chalo Ek Baar Phir Say Ajnabi ho Ja'ain hum dono
      • Chiraag kisii ne jalaa diyaa
      • Ashk Girte hain to
      • kisi ki Ankh Say Sapnay Chura kar kuch Nahin Milta
      • Na Janay Aankho Say kaya Pilati Ho Tum
      • Ye To Moti Hain Mere Pyaar ko Sajaane K liye
      • Tera Hone Laga Hu
      • Mujhey Aaj Bhi Kisi Ka Intezar Ha
      • kuch kehna tha......
      • ye he zindagi hai...
      • Teri yaad pahele aa jaati hai..
      • Kash Tum Kabhi Do Kadam Hi Badaate
      • Bhool ja kasme
      • Kuchh kaho na !
      • Dil Mei Kisi ko Jarur Rakhna
      • Sabse Chupake Dard
      • Ruki Ruki Si Thami Thami Si
      • Dard se daaman chhuDaakar
      • "SHAYAD KABHI MILO TUM"
      • Mujh Se khafa Ho ke
    • ►  October (31)
    • ►  September (28)
    • ►  August (31)
    • ►  July (30)
    • ►  June (29)
    • ►  May (29)
    • ►  April (29)
    • ►  March (2)