skip to main | skip to sidebar

Poem

Your Ad Here

Monday, November 2, 2009

"SHAYAD KABHI MILO TUM"


Ik veham tha ye dil mein,
Shayad kabhi milo tum.
Kuch der ruk ke puchon,
Betey dinon ka mosam.
Awaz mein ho larzish
Aankhon mein ik tajassus
Mazi ka koi lamha
Shayad atak gaya ho
Sub bhul ke bhi shayad
Kuch yaad agaya ho
Phir main tumhain bataon
Apni khushi ki bateen
Har dukh chupa ke dil mein
Aasudgi ki batein
Wo chand chodween ka
Taroonbhari vo ratein
Wo pyar ka tasawer
Aur bandagi ki batein
Woh roz roz marna
Aur zindagi ki bateen
Tum dukh e muskurao
Aur dheray se pass aao
Phir mein bhi muskuraon
Aur dil ke diey bujhaon
Lehraon apney ji main
Ik talkh si hakeekat
Ik khawab zindagi ka
Haan omer bhar jo dekha
Kabhi hosaka na pura
Yuhi reh gaya adhoora
Posted by Rupali at 9:01 PM

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)
Your Ad Here

Followers

About Me

Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
 

Blog Archive

  • ▼  2009 (237)
    • ▼  November (28)
      • Dil Mera Jalaane ki Zaroorat kya Thi
      • Na Main Heer, Na Tu Hai Ranjha
      • Ohna Sade Pathar Wi Jadho Mareya
      • Mujhe Aaj Bhi Kissi ka Intezar Hai
      • Woh Milta Tha Roz Hanste Hoe Hum Se
      • Aaj Jaane Kii Zid Na Karo
      • Sardiyon Ki Raat
      • Woh..........
      • Chalo Ek Baar Phir Say Ajnabi ho Ja'ain hum dono
      • Chiraag kisii ne jalaa diyaa
      • Ashk Girte hain to
      • kisi ki Ankh Say Sapnay Chura kar kuch Nahin Milta
      • Na Janay Aankho Say kaya Pilati Ho Tum
      • Ye To Moti Hain Mere Pyaar ko Sajaane K liye
      • Tera Hone Laga Hu
      • Mujhey Aaj Bhi Kisi Ka Intezar Ha
      • kuch kehna tha......
      • ye he zindagi hai...
      • Teri yaad pahele aa jaati hai..
      • Kash Tum Kabhi Do Kadam Hi Badaate
      • Bhool ja kasme
      • Kuchh kaho na !
      • Dil Mei Kisi ko Jarur Rakhna
      • Sabse Chupake Dard
      • Ruki Ruki Si Thami Thami Si
      • Dard se daaman chhuDaakar
      • "SHAYAD KABHI MILO TUM"
      • Mujh Se khafa Ho ke
    • ►  October (31)
    • ►  September (28)
    • ►  August (31)
    • ►  July (30)
    • ►  June (29)
    • ►  May (29)
    • ►  April (29)
    • ►  March (2)