skip to main | skip to sidebar

Poem

Your Ad Here

Wednesday, November 11, 2009

Teri yaad pahele aa jaati hai..


Tere bina ye zindagi suni-suni si lagti hai..
har khusiya tere bina adhoori si lagti hai..
door hoke bhi tu mere paas rahta hai..
kabhi ehsaas tou kabhi shabd banke meri nazmo mae rahta hai..

akelepan mae tujhko, kudhmae mahsoos karti hoo..
bahte hai ashk meri aankhon se,
aaj bhi tujhsae bahut pyaar karti hoo..
chup-chap teri mohabbat ka intezaar karti hoo..

jin raho par ab tera chalna mushkil hai,
unhi raho par tera intezaar karti hoo..
teri yaadon ka aalam kuch es tarha hai,
ki saans tou phir bhi waqt leti hai aane mae,teri yaad pahele aa jaati hai..
Posted by Rupali at 9:02 PM

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)
Your Ad Here

Followers

About Me

Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
 

Blog Archive

  • ▼  2009 (237)
    • ▼  November (28)
      • Dil Mera Jalaane ki Zaroorat kya Thi
      • Na Main Heer, Na Tu Hai Ranjha
      • Ohna Sade Pathar Wi Jadho Mareya
      • Mujhe Aaj Bhi Kissi ka Intezar Hai
      • Woh Milta Tha Roz Hanste Hoe Hum Se
      • Aaj Jaane Kii Zid Na Karo
      • Sardiyon Ki Raat
      • Woh..........
      • Chalo Ek Baar Phir Say Ajnabi ho Ja'ain hum dono
      • Chiraag kisii ne jalaa diyaa
      • Ashk Girte hain to
      • kisi ki Ankh Say Sapnay Chura kar kuch Nahin Milta
      • Na Janay Aankho Say kaya Pilati Ho Tum
      • Ye To Moti Hain Mere Pyaar ko Sajaane K liye
      • Tera Hone Laga Hu
      • Mujhey Aaj Bhi Kisi Ka Intezar Ha
      • kuch kehna tha......
      • ye he zindagi hai...
      • Teri yaad pahele aa jaati hai..
      • Kash Tum Kabhi Do Kadam Hi Badaate
      • Bhool ja kasme
      • Kuchh kaho na !
      • Dil Mei Kisi ko Jarur Rakhna
      • Sabse Chupake Dard
      • Ruki Ruki Si Thami Thami Si
      • Dard se daaman chhuDaakar
      • "SHAYAD KABHI MILO TUM"
      • Mujh Se khafa Ho ke
    • ►  October (31)
    • ►  September (28)
    • ►  August (31)
    • ►  July (30)
    • ►  June (29)
    • ►  May (29)
    • ►  April (29)
    • ►  March (2)