skip to main | skip to sidebar

Poem

Your Ad Here

Sunday, October 11, 2009

Hamein Ye Duniya Parayi Si Lagti Hai...


Ab toh ujala bhi paraya lagta hai
Jab se ham andhere ke agosh me kho gaye hain
Itne zakhm khaye hain is dil ne
Ki ab toh har dushman apna sa lagta hai

Ab toh har dost paraya lagta hai
Jab se dushmano se atoot rishte bandh gaye hain
Itne dukh dekhe hain is dil ne
Ki ab toh har gam pyara sa lagta hai

Ab toh sari khushiya parayi lagti hain
Jab se gam is zindgi ke mehmaan huye hain
Itne rang khoye hain is zindgi se hamne
Ki ab toh zindgi berang hi achhi lagti hai

Ab toh har lamha, har katra, har ummeed parayi lagti hai
Jab se is hamara saaya hamse rootha hua hai
Hamein ye duniya parayi si lagti hai
Posted by Rupali at 10:10 PM

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)
Your Ad Here

Followers

About Me

Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
 

Blog Archive

  • ▼  2009 (237)
    • ►  November (28)
    • ▼  October (31)
      • Tum Bura Maan gaye
      • Chand !
      • Aye sakhi saajan?
      • Raat Chandni Mein
      • Beti Paraya Dhan
      • Mai Aur Dil
      • Ye Dua Hai Meri Rab Se
      • kuch kaho na
      • Ham Tere Hai Sanam
      • $ Sirf or sirf apke liye....$
      • Achchha Nahi Lagtaa....
      • Ek Jaam Mohbbat kaa
      • Barishoun k Mousam Main
      • Mujhe Mana Lo!!!!!!!!!
      • koi to hota????...
      • !! Pholon Ko Seene Se
      • Ijazat ho kuchh likh de
      • Masoom Mohabbat ka
      • **^** YaADoN kA RiSHtA **^**
      • *** MOHABBAT KI THI ***
      • Hamein Ye Duniya Parayi Si Lagti Hai...
      • Toot Jaane Ko
      • Aisa hi hota hai…
      • MOHABBAT WHO BARISH HAI
      • Dard Kya Hota Hai Bataenge Kisi Roz!
      • Nazar Nahi Aata..
      • Mujhe Bus Itni Se Dua Do!
      • $ Koi yaad ata hai bahot.......$
      • Tumhe Zid Hai ke ....................................
      • Aisa hi hota hai…
      • Yadein Bhi Hain kuch Aisi
    • ►  September (28)
    • ►  August (31)
    • ►  July (30)
    • ►  June (29)
    • ►  May (29)
    • ►  April (29)
    • ►  March (2)