skip to main | skip to sidebar

Poem

Your Ad Here

Wednesday, May 6, 2009

Ho Gaye Mulakat Unse


Kal Halki Si Barsaat Mein Ho Gayi MulaaQat Unse, 
Nazron Ki Shabnam Ne Jaise Kar Li Ho Har Baat Unse, 

Unki Aankhon Mein Thi Aisi Kashish Ke Kya Kahein, 
Mere Jism Ke Rom Rom Ne Kar Li Mohabbat Unse,

Masoom Hai Kuch Is Qadar Unki Chhuwan Ka Ehsaas, 
Aakhir Ek Mod Par Kar Li Meri Haya Ne Hararat Unse, 

Palkon Ke Parde Mein Karwat Leti Thi Kuch Paak Khataye,
Meri Muskurahat Ne Kar Hi Li Ho Jaise Shararat Unse, 

Gaane Lagi Unki Khamoshi Kuch Aise Haseen Nagme, 
Sambhle Na Jaate The Shayad Apne Khayalaat Unse, 

Mera Aanchal Bhi Karne Laga Kyon Bewafayi Mujhse, 
Chhuda Ke Mere Haathon Ki Zameen Gaya Lipat Unse, 

Boondon Mein Baras Raha Ho Jaise Aasmaan Se Pyar Beshumar, 
Kuch Khamosh Se Sawalon Ke Mil Gaye Ho Jawaabaat Unse...

Posted by Rupali at 9:10 PM

No comments:

Post a Comment

Newer Post Older Post Home
Subscribe to: Post Comments (Atom)
Your Ad Here

Followers

About Me

Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
 

Blog Archive

  • ▼  2009 (237)
    • ►  November (28)
    • ►  October (31)
    • ►  September (28)
    • ►  August (31)
    • ►  July (30)
    • ►  June (29)
    • ▼  May (29)
      • Zindegi hai khafa khafa
      • Tum Se Minle Ke Baad
      • Itanii Shakti Hamen De Na Daataa
      • Mera Naam Hai Mohabbat
      • ~*~ Pagli ~*~
      • Mujhe Yaad Hai…..
      • Wo Hoga Kuch Aisa
      • Dewana na banana mujhko
      • Zindgi Ke Kisi Mod Par
      • Agar Ham Dost Hotey To....
      • Kisi Ko Bhi Malom Nahi
      • Tera Dard
      • Suno ay chand say sathi......
      • MERI KISMAT
      • Yaad Jab Aayi Teri
      • Teri yaad mein
      • Tum yaad mujh ko kar laina .....................
      • ~*Yeh khat nahi hai ye dil mera*~
      • Mera Naam Hai Mohabbat
      • " Kal Ho Naa Ho "
      • TUM
      • " PARI "
      • " Haan Tu Hai "
      • Dil Diya
      • Ho Gaye Mulakat Unse
      • Kaisa Ye Raaj Hai
      • Badal Jaati Hai...
      • Woh sari baatain khuwaab hai
      • Maine Bhi Kissi se Pyar Kiya Tha
    • ►  April (29)
    • ►  March (2)