skip to main
|
skip to sidebar
Poem
Your Ad Here
Friday, June 12, 2009
Aanson
Aanson ko to bahana chahiye behne ke liye
Hai who paani chahe ho sukh ke ya dukh ke
Kabhi koi dher saara pyar de to dil rota hai
Kabhi koi aapna hi dard de to dil rota hai
Fark hai ki khushi ke aansuon main sukoon hai
Dard ke aansuon main dil pal pal jalta hai
Inn ansoon ke piche sirf dard hi dard hai
Dekho ge dil ki gherai se to dekhai deta hai
Warna logon ke liye to sirf yeh pani hai
Jiska koi mol iss bedard duniya main nahi hai
No comments:
Post a Comment
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Your Ad Here
Followers
About Me
Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
No comments:
Post a Comment