skip to main | skip to sidebar

Poem

Your Ad Here

Tuesday, June 30, 2009

The Best Gift I Have Ever Received


I have often been asked,
What is the best gift i have ever received?

I used to have to think about it for a while,
And now it is not very a hard question at all,

Because the best gift I have ever received is you my gorgeous one
Your love has touch and inspired me so much

I'm so very grateful for the love you have given and shown me,
And I want to thank you from the bottom of my heart

For being the best and gorgeous gift of them all
And I just would like to say I Love You
Posted by Rupali at 10:38 PM No comments:

Monday, June 29, 2009

MITANA BHOOL JATA HON


Tumhara naam likh likh ker
mitana bhool jata hon,
tumhain jub yad kerta hon
bhulana bhol jata hon.

Bohat see aisii batain hain
ju mairay dil main rehti hain,
magar jub tumsay milta hon
sunana bhool jata hon.

Tumharey bad ab har pall
bari mushkil se kat ta hai,
main akser tumko khuaboon mein
batana bhool jata hon.

Main har shaam kehta hon
key tum ko bhool jaon gaa,
magar jab subah hoti hai
bholana tumko bhol jata hon

Posted by Rupali at 10:37 PM No comments:

Sunday, June 28, 2009

Bonds Of Love


When days are filled with sunshine
how close we hold a friend,
It's good to share the laughter
and dreams that have no end.

And it's fun exchanging
some episode of fun
And finding much in common,
in all that you have done.

But when the days are shadowed
and touched with pain or grief,
The bonds of friendship tighten
almost beyond belief.

The burdens aren't so heavy
when someone takes your hand,
And not a word is needed
for true friends to understand.

The world would be more lonely
in sunny hours or gray,
Without the bonds of friendship
to help us every day! .
Posted by Rupali at 9:59 PM No comments:

Friday, June 26, 2009

If My Heart Had Windows


If my heart had windows,
You'd see it choose you.
To always love you darling,
And forever remain true.

If my heart had windows,
You'd see who it aches for.
Who it's loved from the start,
And who it will be there for.

If my heart had windows,
You'd see how I truly fell.
How you took this heart,
Made it feel a love so real.

If my heart had windows,
You'd see deep inside.
The love I have for you,
It'll never leave your side.

If my heart had windows,
You'd see how much I care.
How much you mean to me,
And how I'll always be there.

If my heart had windows,
You'd see where you belong.
Right here forever in my life,
And in a love so very strong
Posted by Rupali at 9:38 PM No comments:

Thursday, June 25, 2009

Kab Raat Hue Kab Parbhaat


Pehli baar jab un se meri tanhaayi mein baat hue,
Mere dil ke har kone mein phuulon kee barsaat hue,

Un ke hothon par machli tou voh sirf ikk muskaan hee thee,
Lekin mujh tak aate aate phuulon kee saugaat hue,

Chand, sitaare jugnu usko sunte thay muskaate thay,
Shabb bhar aankhon hee aankhon se jis bhaasha mein baat hue,

Aur koi pehchaan meri tou ishq me baaki hai hee nhi,
Dil kee khalish hee mazhab mera dil kee khalash hee zaat hue,

Masti kaa aalam na poochho khud mein jazab huey hum yuun,
Dhadkan ko bhi yaad nhi kab raat hue parbhaat hue,
Posted by Rupali at 10:23 PM No comments:

Wednesday, June 24, 2009

Ajeeb Si Uljan


Jinhe dhoondte hain sapno main
Woh haqeeqat main nahi hai
Jo haqeeqat main hai saamne
Woh hamare sapno main nahi hai

Jo Dil main hai hamare
Woh hamare qareeb nahi hai
Aur jo qareeb hai hamare
Woh hamare Dil main nahi hai

Jis se Pyaar karte hain hum
Woh hamare baare main sochta nahi hai
Jo sochte hain humaare baare main
Un se Pyaar hum karte nahi hain

Hum jinka intezaar karte hain
Woh kabhi aate nahi hain
Aur jo aa jaate hain saamne
Unka intezaar hum karte nahi hain
Posted by Rupali at 10:08 PM No comments:

Tuesday, June 23, 2009

*** Always for You....***


When you need a shoulder to cry on,
Remember that I have a warm embrace,
Ready to offer comfort.

When you think I'm being too tough,
Remember that which does not kill you
Makes you stronger.

When you need a friend to listen,
Remember that I am here for you,
Always.

When you doubt me,
Remember that I once knelt at your feet,
Washing them in service to you.

When you lose faith in yourself,
Remember that I never did,
Nor ever will...
Posted by Rupali at 10:16 PM No comments:

Monday, June 22, 2009

Woh Mera Kia Lagta Hai???


Dil chahta hai ke us se shikway shikayat karoon Lekin !
sochti hoon ke woh mera kia lagta hai?
Dil chahta hai ke us se toot kar pyar karoon Lekin !
sochti hoon ke woh mera kia lagta hai?
Dil chahta hai ke us ke seenay se lag kar so jaoon Lekin !
sochti hoon ke woh mera kia lagta hai?
Dil chahta hai us se laroon aur phir manaoon Lekin !
sochti hoon ke woh mera kia lagta hai?
Dil chahta hai ke us ko aaj bata he doon Ke
... woh he mera sub kuch lagta hai !!
Posted by Rupali at 10:15 PM No comments:

Sunday, June 21, 2009

MITANA BHOOL JATA HON


Tumhara naam likh likh ker
mitana bhool jata hon,
tumhain jub yad kerta hon
bhulana bhol jata hon.

Bohat see aisii batain hain
ju mairay dil main rehti hain,
magar jub tumsay milta hon
sunana bhool jata hon.

Tumharey bad ab har pall
bari mushkil se kat ta hai,
main akser tumko khuaboon mein
batana bhool jata hon.

Main har shaam kehta hon
key tum ko bhool jaon gaa,
magar jab subah hoti hai
bholana tumko bhol jata hon

Posted by Rupali at 10:11 PM No comments:

Saturday, June 20, 2009

MITANA BHOOL JATA HON


Tumhara naam likh likh ker
mitana bhool jata hon,
tumhain jub yad kerta hon
bhulana bhol jata hon.

Bohat see aisii batain hain
ju mairay dil main rehti hain,
magar jub tumsay milta hon
sunana bhool jata hon.

Tumharey bad ab har pall
bari mushkil se kat ta hai,
main akser tumko khuaboon mein
batana bhool jata hon.

Main har shaam kehta hon
key tum ko bhool jaon gaa,
magar jab subah hoti hai
bholana tumko bhol jata hon
Posted by Rupali at 9:27 PM No comments:

Friday, June 19, 2009

*** LISTEN....***


Thank you for always being there,
To listen and understand me.
I appreciate all you did for me,
And all you still do.


Thank you for making me feel whole again,
For putting my pieces back together.
I appreciate you putting my life back together,
You saved my life.


You may not understand,
Why I do what I do.
But you never criticized,
You just helped my through.


I knew I could come to you when I was down,
'cause I knew you'd always be there
to pick me back up
and say everything will be ok....

Posted by Rupali at 9:09 PM No comments:

Hum Jo Kehte Hain


Hum Jo Kehte Hai Wo Baat Khuda Lagti Hai,
Bas Yehi Baat Zamane Ko Buri Lagti Hai,

Chhut Na Jaye Kahin Chehre Se NaQabon Ka Hujoom,
Aaj Biphri Hui Kuch Tez Hawa Chalti Hai,


Taarne Wale Qayamat Ki Nazar Rakhte Hai,
Band Honthon Ki Kasam, Aankh Bahut Kuch Kehti Hai,


BurQ Girti Hai To Kehte Hai Jala Deti Hai,
Jalne Walon Ko Wo Kuch Aur Jala Deti Hai…
Posted by Rupali at 12:25 AM No comments:

Wednesday, June 17, 2009

Addat Nahi Humay...............


Aisa nahi us say mohabbat nahi humay

Gham roz roz sahnay ke addat nahi humay

Har bar us kay samnay sar ko jhuka leya

Aur phair bhi dekh us say shekayat nahi humay

Usay aitbar kar kay chahatay hain hum

Us kay siwa kise ke chahat nahi humay

Hum jantay hain wo bhi tanha hai humay bina

Auron say pouchnay ke zarorat nahi humay

Kisay rahayin gay bina us kay ab,bath maan layin

Us kay bagair rehnay ke addat nahi humay

Posted by Rupali at 9:02 PM No comments:

Tuesday, June 16, 2009

I Found You


You're the one I couldn't forget
Even at the last breath I take
You're the one my heart longs for
Because I found real joy in you

You're the one I'll love so true
For you gave me same love too
You're the one I needed most
For I am so in love with you

You light my life and turn it right
And put a music in my heart
How can I thank you for all the things
And for the love you've given me?

I can never ask for more because
My life has been complete since
I FOUND YOU!
Posted by Rupali at 9:02 PM No comments:

Beete Lamhe Jab Laut Ke Aate Hain..


Kuch beete lamhe jab laut ke aate hain..
Gam ke saaye saath me laate hain...

Hum jitna bhi chaahe aaine ke saamne mukuraana..
Na jaane aansoon kahan se aankhon me bhar aate hain...

Apni duniya ko aaj bhi khwaabon se sajaate hain..
Aankh khulte hi yeh sab bhi toot jaate hain....

Jaante hain na sach hoga ab koi sapna humara..
Phir bhi aankhon me woh sunehre sapne sajaate hain...
Posted by Rupali at 1:30 AM No comments:

Sunday, June 14, 2009

Aaj ki Raat Zara Mujh ko Mana kar Sona


Apni ankhon ke sabhi ashk baha kar sona,
Tum meri yaad ka har deep bujha kar sona,
Ek sitara bhi mery khayal ka baqi na rahe,
Chadni shab ke nishanat mita kar sona,
Dar lgta he ke ye neend kahin cheen na le,
Tera har roz mery khwab me aa kar sona,
Baad me log gira de to koi baat nahi,
Har taraf pyaar ki diwar utha kar sona,
Subha hote hi tery shehar se jana he muje,
Aaj ki raat zara mujh ko mana kar sona,

Posted by Rupali at 9:42 PM No comments:

Saturday, June 13, 2009

Kaisa Ye Raaj Hai


Raaton Ki Tanhai Mein
Subhon Ki Parchayi Mein,
Chehra Hai Kya, Yeh Meri Aankhon Mein..
Khushboo Hai Kya, Yeh Meri Saasson Mein..
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee..


Hota Hai Jo Sawaalo Mein
Milta Nahi Jawabon Mein
Rehta Hai Jo Khayalo Mein
Ab Tak Hai Woh Hijabo Mein..
Hai Dil Ka Yeh, Kaisa Mausam
Na Dhoop Hai, Na Hai Shabnam,
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee...


Jaane Hai Kya Sitaron Mein
Gardish Si Hai Isharo Main
Patjhahd Si Hai Baharo Main
Toofan Sa Hai Kinaro Mein
Dastak Si Hai, Kya Yeh Hardam
Aahat Si Hai, Kya Yeh Hardam,
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee...

Posted by Rupali at 10:08 PM No comments:

Friday, June 12, 2009

Aanson


Aanson ko to bahana chahiye behne ke liye
Hai who paani chahe ho sukh ke ya dukh ke

Kabhi koi dher saara pyar de to dil rota hai
Kabhi koi aapna hi dard de to dil rota hai

Fark hai ki khushi ke aansuon main sukoon hai
Dard ke aansuon main dil pal pal jalta hai

Inn ansoon ke piche sirf dard hi dard hai
Dekho ge dil ki gherai se to dekhai deta hai

Warna logon ke liye to sirf yeh pani hai
Jiska koi mol iss bedard duniya main nahi hai
Posted by Rupali at 9:27 PM No comments:

Thursday, June 11, 2009

Rona bhi jo chahen


Rona bhi jo chahen to wo rone nahi deta
Wo shaks to palken bhi bhigone nahi deta


Wo roz rulata hai hame khwab me aakar
Sona bhi jo chahen to sone nahi deta,


Ye kis ke ishare pe umad aye hain baadal
Hai kaun jo barsat bhi hone nahi deta


Aata hai khayalon me mere kaun ye aksar,
Jo muzhko kisi aur ka hone nahi deta,


Ik shakhs hai aisa meri basti me abhi tak
Jo bojh akele muzhe done nahi deta,


Mai hoon ke bahaata hoon teri yaad me aansoo,
Tu hai ke ashkon ko pirone nahi deta,


Wo chehra ajab hai jise paakar mai abhi tak,
Khona bhi chahoon to khone nahi deta


Thame hue lahron kee husn-e-baag koi too,
Sahil ko samandar me doobone nahi deta..
Posted by Rupali at 9:44 PM No comments:

Dosti


Teri dosti ki tareef zubaan per aane lagi
Tujh se dosti ki aur zindagi muskurane lagi
yeh meri dosti he ya teri achai
ki meri her saans se tere liye dua aane lagi


Teri muskurahat meri pehchan he
teri khoshish mera armaan he
kuch nahi meri zindagi
bas itna samaj le
teri dosti meri jaan hei...
Posted by Rupali at 12:16 AM No comments:

Tuesday, June 9, 2009

Mere Dil Ki hai ik Ajab kahani


Mere Dil Ki hai ik Ajab kahani,
Woh tha raja main thi rani,
Waqt ke ghuzre lamhe soch rahi thi,
Ke zindagi thi meri kitni suhani,
Pal pal beetay bojh sa hai mann pe,
Bay rabt si hai ab dharkan ki rawani,
Samundar ki dhar main hai kyon khamoshi
anay wali hai koi raat toofani,
lafz tehar gaye hain lab-e-baam tak ate ate,
Jese abshaar se ruk jaye behta pani,
Chup kar ja Kanika apne alfaz na likh,
teri yahan aj tak kisne hai maani,,

Posted by Rupali at 9:55 PM No comments:

Monday, June 8, 2009

Usy Jane Ki Jaldi Thi


Mera Maqsad Bithana Tha
Usy Jane Ki Jaldi Thi

Mujy Dukhra Sunana Tha

Usy Jane Ki Jaldi Thi

Nahi Tha Waqt Us Ke Pass

Ke Sunta Dastan Meri

Bada Lmba Fasana Tha

Usy Jane Ki Jaldi Thi

Badi Muddat Ki Khwahish Thi Magr Pyasi Rahi Yaro

Galey UsKo Lgana Tha

Usy Jane Ki Jaldi Thi

Nhe Thehra Wo Ek Lmha Jo Raten Thehr Jata Tha

Talluq To Purana Tha

Usy Jane Ki Jaldi Thi

Mai SAGAR Rokta Kese

K Rukna Tha Kahan Us Ne

Usy Her Haal Jana Tha

Usy Jane Ki Jaldi Thi
Posted by Rupali at 9:56 PM No comments:

Sunday, June 7, 2009

SIRF TUMSE MOHBBAT


TUJHE SURO KA RAG KAHOON
YA APNI DIL KI AAWAZ KAHOON
TUJHE MOHABBAT KA BANA HUYA TAJ KAHOON
YA APNE DIL KA JAZBAT KAHOON
TUJHE KUCHH BHI KAHOON WO KAM HAI
TUJHE PANE KI JID ME
MERI AANKHE NAM HAI
NA JANE MUJHE KYA GAM HAI
TERI YADO KE SAHARE JI RAHA HOON
WO KYA KAM HAI
NA JANE YE DIL
TUJH SE KEHNE SE KYON DARTA HAI
YE PAGLA SIRF TUMSE MOHABBAT KARTA HAI
SIRF TUMSE MOHBBAT KARTA HAI
Posted by Rupali at 9:42 PM No comments:

Saturday, June 6, 2009

Tu Naa Aaya


Tere intjar me sara din Nikala......,
sham aai teri aas lai....
Najane kyo tu na ayaa...
or tere intjar me ye sham bhi dhal gai ,par....
tu na aaya .......,


Taro ki chamak me tujhe mahshus kiya or Chand mu tujhako paya....
mere Ghar ki Chat par aaj Chand Phir aaya, par.....
tu naa ya..........

or aaj phir us chand ko dekh kar mera dil mushkuraya...
kyoki mjhe na sahi par tune bhi chand ko apne karib payaa ,
Par............ tu........... na........... ayaa...............
Posted by Rupali at 9:48 PM No comments:

Friday, June 5, 2009

Kaise Keh Doon


Kaise keh doon ke mulaqaat nahi hoti hai
Roz milte hain magar baath nahi hoti hai

Aap lillah na dekha karen aaina kabhi
Dil ka aa jana badhi baath nahi hoti hai

Chhhup ke rote hoon teri yaad mein duniya bhar se
Kab meri aankh se barsaat nahi hoti hai

Haal-e-dil poochne waale teri duniya mein kabhi
Din hota hai magar raath nahi hoti hai

Jab bhi milte hain toh kehte hain kaise ho
Is se aagay toh koi baath nahi hoti hai
Posted by Rupali at 11:34 PM No comments:

Thursday, June 4, 2009

Meri Zindagi


Meri Zindagi, Meri Jaan-e-Jaan
Mujhe Le Chalo kabhi Us Jahan
Jahan Tu Hi Mera Naseeb Ho
Jahan Dil Se Tu hi Qareeb Ho
Jahan Gham Kabhi Na Aa Saken
Jahan Nafratein Na Sata Saken
Jahan Qurb Ho, Jahan Ho Khushi
Jahan Chahati Ho Hamein Zindagi
Jahan Dil Mera Na Udaas Ho
Jahan Her Jagah Teri Aas Ho
Meri Zindagi Meri Jaan-e-Jaa
Mujhay Lay Chalo kabhi Us Jahan

Posted by Rupali at 10:20 PM No comments:

Wednesday, June 3, 2009

Bas tu hi


Tu hi muraad meri
tu hi dua
tu hi hai ibaadat
Tu hi khwaahish meri
tu hi matlab
tu hi hai raghbat
Tu hai aarzoo meri
tu hi aas
tu hi hai aasha
Tu hi armaan mera
tu hi tishnagi
tu hi hai iraada
Tu hi chaah meri
tu hi hasrat
tu hi hai hausala

Posted by Rupali at 9:58 PM No comments:

Tuesday, June 2, 2009

Waqt Mila Tou Sochain Gaye


Kyun tu acha lagta he waqt mila tu sochain gaye
Tujh main kia kia dekha he waqt mila tu sochain gaye

Abhi tu uljhe raastay ki gird pari he ankhoon main
Kiss raastay pe jana he waqt mila tu sochain gaye

Abhi tu gham-e-shiddat se khushk hue hain ansoo bhi
Kiss ki yaad main roona he waqt mila tu sochain gaye

Hum ne uss ko likha tha kuch milne ki tadbeer karoo
Uss ne likh kar bheja he waqt mila tu sochain gaye

Abhi tu zinda rahne ka ik bahana he tu bhi
Kiss ki khatir marna he waqt mila tu sochain gaye

Yaa tu apne dill ki mano yaa phir dunya waloon ki
Mashwara uss ka acha he waqt mila tu sochain gaye

Posted by Rupali at 10:09 PM No comments:

Kaisa Ye Raaj Hai……


Raaton Ki Tanhai Mein 
Subhon Ki Parchayi Mein,  
Chehra Hai Kya, Yeh Meri Aankhon Mein..
Khushboo Hai Kya, Yeh Meri Saasson Mein..
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee..

Hota Hai Jo Sawaalo Mein 
Milta Nahi Jawabon Mein 
Rehta Hai Jo Khayalo Mein 
Ab Tak Hai Woh Hijabo Mein..
Hai Dil Ka Yeh, Kaisa Mausam 
Na Dhoop Hai, Na Hai Shabnam, 
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee...

Jaane Hai Kya Sitaron Mein 
Gardish Si Hai Isharo Main 
Patjhahd Si Hai Baharo Main
Toofan Sa Hai Kinaro Mein 
Dastak Si Hai, Kya Yeh Hardam
Aahat Si Hai, Kya Yeh Hardam, 
Kaisa Yeh Raaz Hai.., Jo Ke Khulta Nahi..
Kyun Mere Zehen Mein.., Tu Hai Aye Ajnabee...

Posted by Rupali at 12:46 AM No comments:
Newer Posts Older Posts Home
Subscribe to: Posts (Atom)
Your Ad Here

Followers

About Me

Rupali
View my complete profile
Your Ad Here
 

Blog Archive

  • ▼  2009 (237)
    • ►  November (28)
    • ►  October (31)
    • ►  September (28)
    • ►  August (31)
    • ►  July (30)
    • ▼  June (29)
      • The Best Gift I Have Ever Received
      • MITANA BHOOL JATA HON
      • Bonds Of Love
      • If My Heart Had Windows
      • Kab Raat Hue Kab Parbhaat
      • Ajeeb Si Uljan
      • *** Always for You....***
      • Woh Mera Kia Lagta Hai???
      • MITANA BHOOL JATA HON
      • MITANA BHOOL JATA HON
      • *** LISTEN....***
      • Hum Jo Kehte Hain
      • Addat Nahi Humay...............
      • I Found You
      • Beete Lamhe Jab Laut Ke Aate Hain..
      • Aaj ki Raat Zara Mujh ko Mana kar Sona
      • Kaisa Ye Raaj Hai
      • Aanson
      • Rona bhi jo chahen
      • Dosti
      • Mere Dil Ki hai ik Ajab kahani
      • Usy Jane Ki Jaldi Thi
      • SIRF TUMSE MOHBBAT
      • Tu Naa Aaya
      • Kaise Keh Doon
      • Meri Zindagi
      • Bas tu hi
      • Waqt Mila Tou Sochain Gaye
      • Kaisa Ye Raaj Hai……
    • ►  May (29)
    • ►  April (29)
    • ►  March (2)